WINDOW
Window - Yah rectangular fig me khulta hai eske Madhya me working area hota hai jaha per insertion point hota hai(Cursor).
THERE ARE TWO TYPES OF WINDOW
1-Application window
2-Document window
Application window-Eske pass apna menubar v titlebar hota hai.
EX. Ms word , Excel,Coarldraw ,Tally ,Photoshop etc.
Document window - Yah application window ka part hota hai.yah escape key dbane se cancle ho jata hai.
EX.open, save ,print etc.
Desktop
Desktop computer kaa pahala programme hai. Wallpaper , Icon , Taskbar se milkar bana hai. Yah sabhi window kaa base hota hai. Sabhi window esake upar khulte hai.
Recycle Bin
Yah ek tarah ka electronic dustbin hai. Jo delete ki hui File ko save(Safe) rakhata hai.
Note
Jab shift ke saath Delete karte hai. To wah Recycle Bin ko bypass kar jata hai.
MY COMPUTER( window+E)
Esase ham computer ke kisi bhi Memory w peripheral device par ja sakte hai.
EXAMPLE
Harddisk, Pendrive, MemoryCard, Netsetter, Scanner, Mobile, CDwritter.
Control Panel (Window U)
Yaha se ham OS Hardware ,Program,Software ki setting karte hai.
Mahesh Prajapati
S/O Ram Dulare Prajapati
Raidopur Officer Colony
Course
Web Design & AutoCADD
Mob no is 7376442548,