Key board Button
1.Standard Typewriter Key-PC kaa assemble bilkul Typerwriter ki tarah hota hai.Esame Numeric Key(0 to 9), Character Key(A toZ),Aur special character hota
hai.
NOTE—
SPECIAL CHARACTER
~Screw or Tilde(टिल्डे)- For special work tatha sabado ko jorne(add) ke liye karte hai.
!Exclamatory- Yah dukh w sukh dono ko pradarsit karta hai. Ex. OH! , Aah!
@ at the rate of—Esaka estemal E-mail account banane me karte hai.
#Hash -Esaka estemal Mobile me karte hai aur secret code ke liye karte hai.
$Dollar-Yah currency ka symbol hai.
%Percent-Esaka estemal MATH me karte hai.
^ Exponential or Caret-Esaka use ghat ke rup me karte hai. exp 25=32 or =2^5
&And-
* Star or Asterisk-Scret ke liye karte haitatha multiply(X) me karte hai
( open bracket-
)Close bracket
-Hyphen- Sabdo ko jorne me karte hai.
_ Underscore - E-mail me karte hai.
\Back slash - Use in DOS w division (÷) me karte hai
/ Front slash
: Colon seprate time
; Semicolon
'or "Inverted coma
` Open Quote ओपन कोट्स
2. Function: - F1 se lekar F12 tak hota hai. Esase special work kiya jata hai.
3.Cursor movement. Key-
1.Arrow Key- Arrow key char(4) hota hai esase cursor achharo ke daaye baaye w line ke upar niche hote hai.
2.Home Key-Esase cursor line ke Beginning(शुरूआत) me chala jata hai.
3.End Key-Esase cursor line ke End me chala jaata hai.
4.Page up/Page dwon-Esase screen change hoti hai kahi-kahi page bhi change hota hai.
Kahi-kahi par control aur Alter ke saath kaam karta hai. Control ke saath page change hota hai.
4. Special purpose key -
a.Back space key-Yah cursor piche ki taraf gatiman rahta hai aur bich me aane wale acharo ko mitata hai
b.Delete key- Esame cursor isthir rahata hai . aur aage ke achharo ko khich-khich kar mitata hai.
c.Escape key- Cancle the document window(open, run, print...), Menu Bar, Command.
d.Enter key- Create New Paragraph
e.Shift key- Esase ham character ko apar case w special character me likhate hai.
f.Caps lock key- Esase sabhi achhara capital letter me likhe jaate hai .Esaki eka light bhi hoti hai jo NUM LOCK ke bagal me hoti hai.
g.Tab key-Esase ham eka option se dusre option yaa eka vikalp se dusre vikalp par jaate hai.
h.Inesert key- Overwrite mode on and off
i.Print screen---Screen par jo bhi dikharahaa hai. Use ham copy karskte hai.
Note –
Ese ham paste (ctrl+v) ke maadhaym se laa skte hai.
Mahesh Prajapati
s/o Ram Dulare Prajapati
Raidopur Officer Colony
Course
Web Design &Auto CADD
Mob No is :-9793581060,7376442548